MP Gram Panchayat Sachiv Mock Test 2026 — CPCTwale ka free online test series jo MPESB 2026 syllabus par based hai. Is series mein 3 mock tests hain jisme total 150 questions cover karte hain Panchayati Raj, Gramin Arthvyavastha, MP GK aur Kalyankari Yojanaen. Sab tests Hindi mein hain, instant result milta hai.
📢 Latest Update: MP Gram Panchayat Sachiv Bharti 2026 ke Rules rajpatra mein 13 March 2026 ko officially notify ho chuke hain. Is baar written exam hogi — isliye abhi se practice shuru karein. Exam Date Details Dekhen →
Patwari Parichay, 73waan & 74waan Sanshodhan, Gram Sabha, Gram Panchayat, Janpad aur Jila Panchayat — Set 1 ke 50 questions.
Bharat & MP Krishi, Pashupalan, Sinchai, Mittiyaan, Vano ke Prakar — Set 2 ke 50 questions Gramin Economy par.
Official MPESB syllabus breakdown — Panchayati Raj, Gramin Arth, MP GK, Computer, Hindi — sab topics clear karo ek jagah se.
MP Udyog, Khanij, Urja, MNREGA, Kalyankari Yojanaen aur PYQ-based questions — Set 3 ke 50 questions.
Official notification abhi aana baaki hai. Rajpatra 2026 aur pichle patterns ke analysis ke basis par expected structure yeh hai:
| Subject / Vishay | Questions | Marks | Our Mock Test Coverage |
|---|---|---|---|
| Panchayati Raj & Local Self Governance | 25–30 | 25–30 | ✅ Test 1 |
| Gramin Arthvyavastha (Rural Economy) | 20–25 | 20–25 | ✅ Test 2 |
| MP Samanya Gyan (MP GK) | 20–25 | 20–25 | ✅ Test 3 |
| Computer Knowledge | 15–20 | 15–20 | 🔜 Coming Soon |
| Samanya Hindi | 10–15 | 10–15 | 🔜 Coming Soon |
| Total (Expected) | 100 | 100 | 150 Q Available |
⚠️ Yeh expected pattern hai — official notification aane par update hoga. Zyada detail ke liye: MP Sachiv Syllabus 2026 dekhen →
10,000+ सवालों के Analysis से मिला एक पैटर्न
जो 38+ पासिंग और 50+ टॉप स्कोर, दोनों को आसान बनाता है।
10,000+ सवालों के Analysis से मिला एक पैटर्न
जो 38+ पासिंग और 50+ टॉप स्कोर, दोनों को आसान बनाता है।